Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apni zulfein mere shaanon pe bikhar jaane do aaj roko na mujhe hadh se guzar jaane do apni zulfein mere shaanon pe bikhar jaane do tum jo aaye to baharon pe shabab aaya hai in nazaaron pe bhi halka sa nasha chhaaya hai apni aankhon ka nasha aur bhi badh jaane do apni zulfein mere shaanon pe bikhar jaane do aaj roko na mujhe hadh se guzar jaane do apni zulfein mere shaanon pe bikhar jaane do surkh honthon pe gulaabon ka guman hota hai aisa manzar ho jahaan hosh kahan rehta hai ye haseen hoth mere hothon se mil jaane do apni zulfein mere shaanon pe bikhar jaane do aaj roko na mujhe hadh se guzar jaane do
is se pehle ke haseen raat ka jaadu jaage apni zulfon ko sunghaa kar mujhe behosh karo apni zulfon ko sunghaa kar mujhe behosh karo dil mein jo hashra utha hai use khamosh karo apni zulfon ko sunghaa kar husn dhaayega abhi aur gazab aur gazab mujh se karte ho mohabbat se mohabbat ki talab kaise deewane ho kuchh hosh karo hosh karo kaise deewane ho kuchh hosh karo hosh karo apni zulfon ko sunghaa kar husn hai chaand hai mehki huyi tanhaai hai jhoomti gaati baharon ki baaraat aayi hai aaj to dil se ghum e dil ko faramosh karo aaj to dil se ghum e dil ko faramosh karo apni zulfon ko sunghaa kar mere sapnon ka jahaan hogi tumhari duniya kahin is aag mein jal jaaye na saari duniya shola e ishq ko madham karo khamosh karo shola e ishq ko madham karo khamosh karo apni zulfon ko sunghaa kar mujhe behosh karo dil mein jo hashra utha hai use khamosh karo apni zulfon ko sunghaa kar mujhe behosh karo
apnon ko jo thukraayega gairon ki thokren khaayega apnon ko jo thukraayega gairon ki thokren khaayega ek pal ki galatfehmi ke liye saara jeevan pachhataayega apnon ko jo thukraayega gairon ki thokren khaayega tune samjha hai jeet jise wo ban jaayegi haar kabhi tune samjha hai jeet jise wo ban jaayegi haar kabhi ye maan tera abhimaan tera tujhpe hi karega vaar kabhi ye chot sahi na jaayegi ye dard saha na jaayega apnon ko jo thukraayega gairon ki thokren khaayega shaadi do din ka mel nahin gudde gudiya ka khel nahin ye pyaar hai do insaanon ka ye ishq nahin deewanon ka ismein zid ka kuchh kaam nahin yeh jeevan hai sangram nahin bhuloge toh kho jaaoge tum door bahut ho jaaoge tum door bahut ho jaaoge toh kya hua hum bachchon ke sahaare jiyenge bachchon ke saath gujar kab tak ye denge saath magar kab tak jab wo bhi ho jaayenge bade tum sochoge yeh door khade kya sach hai aur kya sapna hai abb duniya mein kya apna hai kya hai apna apna kya hai kya hai apna isliye yeh
naadaan naasamjh paagal deewana sab ko apna maana tune magar ye na jaana matlabi hai log yahaan par matlabi zamaana matlabi hai log yahaan par matlabi zamaana socha saaya saath dega nikla woh begaana begaana begaana apnon mein main begaana matlabi hai log yahaan par matlabi zamaana socha saaya saath dega nikla woh begaana begaana begaana apnon mein main begaana begaana hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm khushiyaan chura ke guzre wo din kaanten chubha ke bichhade wo din aankhon se aansoon behne lage behte ye aansoon kehne lage ye kya huaaa ye kyun huaaa kaise huaa maine naa jaana matlabi hai log yahaan par matlabi zamaana socha saaya saath dega nikla woh begaana begaana begaana apnon mein main begaana begaana zinda hain laashen murda zamin hai jeene ke kaabil duniyaa nahin hai duniyaa ko thokar kyun na laga doon khud apni hasti kyun na mita doon jee ke yahaan jee bhar gaya dil ab to marne ka dhundhe bahaana matlabi hai log yahaan par matlabi zamaana socha saaya
april fool banaya to unko gussa aaya ho mera kya kusoor zamaane ka kusoor jisne dastoor banaaya april fool banaya to unko gussa aaya ho mera kya kusoor zamaane ka kusoor jisne dastoor banaaya april fool banaya dilbar o jaane jaana gusse ke roop mein lagti ho aur haseen dilbar o jaane jaana gusse ke roop mein lagti ho aur haseen teri qaatil adaa ne maar hi daala kar lo tum iska yakeen teri qaatil adaa ne maar hi daala kar lo tum iska yakeen april fool banaya to unko gussa aaya ho mera kya kusoor zamaane ka kusoor jisne dastoor banaaya april fool banaya to unko gussa aaya ho mera kya kusoor zamaane ka kusoor jisne dastoor banaaya april fool banaya dil se dil ki pehchaan huyi jaagi muhabbat gaane lagi zindagi dil se dil ki pehchaan huyi jaagi muhabbat gaane lagi zindagi humne duniyaa mein aa kar wo roop dhaara zinda huyi aashiqui humne duniyaa mein aa kar wo roop dhaara zinda huyi aashiqui april fool banaya to unko gussa aaya ho mera kya kusoor zamaane ka kusoor jisne
apun bola tu meri laila vo boli phekta hai saala apun jab bhi sachi bolta hai aye usko jhooth kaiko lagta hai re ye uska style hoinga honthon pe na dil mein haan hoinga aaj nahin to kal bolegi aye tu tension kai ko leta are pun bola tu meri laila vo boli phekta hai saala apun jab bhi sachi bolta hai aye usko jhooth kaiko lagta hai re ek kaam kar usko bula hotel mein khaana khila samundar kinaare le jaake re bol de khullam khulla are maine usay bulaaya bhokam curry khilaaya phir dekh ke mauka maara chauka dil ki baat bataaya re aye kya bataaya re apun bola tu meri laila vo boli phekta hai saala apun jab bhi sachi bolta hai aye usko jhooth kaiko lagta hai re ye uska style hoinga honthon pe na dil mein haan hoinga aaj nahin to kal bolegi aye tu tension kai ko leta are pun bola tu meri laila vo boli phekta hai saala apun jab bhi sachi bolta hai aye usko jhooth ich lagta hai yaar sau lafde dekhe maine tera lafda hat ke hai sab kuchh clear hoke bhi tu kismen atke hain
ayeeee yaaann yaaann yaaaan yaaann yaaann yaaann yaaaan yaaann yaaann yaaann yaaaan yaaann yaaann yaaann yaaaan yaaann yaaann are bhai nikal ke aa ghar se are bhai nikal ke aa ghar se ayeeee eeeee eeee ayeeee eeeee eeee ayeeee eeeee eeee are bhai nikal ke aa ghar se aa ghar se are bhai nikal ke aa ghar se aa ghar se duniyaa ki raunak dekh phir se dekh le phir se duniyaa ki raunak dekh phir se dekh le phir se hoye are bhai nikal ke aa ghar se aa ghar se are bhai nikal ke aa ghar se aa ghar se kem unghe chhe bhai ghanshyam ji o kem unghe chhe bhai ghanshyam ji hooooo oooo ooo ooo oooo duniyaa badal gayi pyaare aage nikal gayi pyaare are duniyaa badal gayi pyaare aage nikal gayi pyaare andhe kunwe mein chhup ke kyun baitha hua hai mann maare are bhai nikal ke aa ghar se aa ghar se duniyaa ki raunak dekh phir se dekh le phir se are bhai nikal ke aa ghar se aa ghar se tula bheeti hee kasli vaat te re tula bheeti hee kasli vaat te hooooo oooo ooo ooo oooo paani ko tel ko
are bam bamakuk bam bamakakuk bam bamakakuk bam bamakakuk bam bam bam bamkuk are bhai shrimaan ji kaho meharbaan ji are bhai shrimaan ji hoyee o kaho meharbaan ji ho gaye hum hairaan yeh kaise hain insaan marr jaate hain karte karte jeene ka saamaan are bhai shrimaan ji kadam kadam par naye tamashe log yahan dikhlaate hain are pehalwaan ji bukhe insanon ke saamne kutte biscut khate hain are shrimaan ji ho gaye he he ho gaye hum hairaan yeh kaise hain insaan marr jaate hain karte karte jeene ka saamaan are bhai shrimaan ji tilak lagaa kar phiren lutere kaun inhen pehchanega are meharbaan ji aaj meri jaan lootne wala guru inhi ko maanega are shrimaan ji ho gaye hum hairaan yeh kaise hain insaan marr jaate hain karte karte jeene ka saamaan are bhai shrimaan ji hurrrah kaho meharbaan ji ho gaye hum hairaan yeh kaise hain insaan marr jaate hain karte karte jeene ka saamaan are bhai shrimaan ji
are deewano mujhe pehchano kahan se aaya main hoon kaun are deewano mujhe pehchano kahan se aaya main hoon kaun main hoon kaun main hoon kaun main hoon main hoon main hoon kaun main hoon don main hoon don main hoon main hoon main hoon don are tumne jo dekha hai socha hai samjha hai jaana hai wo main nahin wooo main nahin logon ki nazron ne mujhko yahan jo bhi maana hai wo main nahin wooo main nahin awaara badal ko saudaayi paagal ko duniya mein samjha hai kaun are deewano mujhe pehechano zara pehechano main hoon don are yaaron ka wo yaar hoon yaari mein ye jaan luta de jo main hoon wahi main hoon wahi dushman ka dushman hoon wo dushman ke chhakke chuda de jo main hoon wahi main hoon wahi tum jaano na jaano maine to jaana hai mehfil mein kaisa hai kaun are deewano mujhe pehechano zara pehechano main hoon don are maine kya socha hai kya khaab hai meri aankhon mein tum jaano na tum jaano na maine bhi badla hai kya rang baaton hi baaton mein tum jaano na tum jaano na
are hansne waalo kabhi ye bhi socho jinhen pyaar milta nahin jeete hain kaise are hansne waalo kabhi ye bhi socho jinhen pyaar milta nahin jeete hain kaise are hansne waalo saath jiyen saath maren dil ne kabhi chaaha tha pyaar mile pyaar karen aisa kabhi socha tha dil ko kisi ne toda apna bana ke chhoda utna humein rona pada jitna hansi sapna tha are hansne waalo kabhi ye bhi socho jinhen pyaar milta nahin jeete hain kaise are hansne waalo jinko mili dil ki khushi khushiyaan mana sakte hain apne ye gham duniya ko hum kaise suna sakte hain sapne sajaane waalo hansne hansaane waalo aao idhar zakhme jigar tumko dikha sakte hain are hansne waalo kabhi ye bhi socho jinhen pyaar milta nahin jeete hain kaise are hansne waalo
haan ho gaye are ho gaye hum aapke kasam se kasam se kasam se kasam se haan ho gaye hum aapke kasam se kasam se kasam se kasam se bina aapke koi nahin hai apna to hum dum saath jiyenge saath marenge waada raha sanam ho gaye haan ho gaye hum aapke kasam se kasam se kasam se kasam se sun ae haseen tha humko yakin ke hogi tu ek din hamari sun ae haseen tha humko yakin ke hogi tu ek din hamari jhoota jahan nahin tikta wahan jahaan sachchi ho yaaron ki yaari haath laga le koi tujhko kis mein itna dum saath jiyenge saath marenge khate hain kasam ho gaye ho gaye hum aapke kasam se kasam se kasam se kasam se ho gaye hum aapke kasam se kasam se kasam se kasam se tere liye heere moti to kya sitaaron ko bhi tod laaun are tere liye heere moti to kya sitaaron ko bhi tod laaun siwa pyaar ke tere deedaar ke aur kuchh bhi na main tujhse chaahun duniya ka tujhe pata nahin hai tu bholi hai sanam tujhe raani bana ke rakhne ko hai jahaan ki daulat kam haan ho gaye are ho gaye hum
dhaagin natin nak dhin dhaagin natin nak dhin atak atak jhatpat panghat par chatak matak ik naar naveli gori gori gwaalan ki chhori chali chori chori mukh mori mori muskaaye albeli kankari gale mein maari kankari kanhaiya ne pakri baanh aur ki atkheli bhari pichkaari maari sa ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra bholi panihaari boli ara ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra are ja re hat natkhat na chhoo re mera ghoonghat palat ke doongi aaj tujhe gaali re are ja re hat natkhat na chhoo re mera ghoonghat palat ke doongi aaj tujhe gaali re mujhe samjho na tum bholi bhaali re sa ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra aaya holi ka tyohaar ude rang ki bauchhar tu hai naar nakhredaar matwaali re aaj meethi lage hai teri gaali re ooooo haan haan haan aaaaaa hooo ooo oooo tak tak na maar pichkaari ki dhaar hooo ooo oooo tak tak na maar pichkaari ki dhaar komal badan seh sake na ye maar tu hai anaadi bada hi ganwaar kajre mein tune abeer diya daar
are jaana hai to jaao are jaana hai to jaao manayenge nahin jaana hai to jaao manayenge nahin nakhre kisi ke uthayenge nahin nakhre kisi ke uthayenge nahin ae aana hai to aao bulayenge nahin aana hai to aao bulayenge nahin kadmon pe sar ko jhukaayenge nahi kadmon pe sar ko jhukaayenge nahi huh aana hai to aao dekhi hain dekhi hain dekhi are dekhi hain dekhi hain tere jaisi kitni chhoriyan marti hain marti hain mujh par saare gaaon ki goriya are n budhhu hai budhhu hai bilkul tu kya dulhan laayega lagta hai tu kunwara mar jaayega lagta hai tu kunwara mar jaayega hum kahe aur kya tera bhaia khada tujhe nazaron mein uski girayenge nahin nazaron mein uski girayenge nahin are samjhe jaana hai to jaao manayenge nahin jaana hai to jaao manayenge nahin nakhre kisi ke uthayenge nahin nakhre kisi ke uthayenge nahin jaana hai to jaao jab raja mahraaja koi mujhe bihaane aayega jab raja mahraaja koi mujhe bihaane aayega seene pe seene pe tere saanp sa lehra jaayega are tu hai
are jaane kaise kab kahaan iqraar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya hooo jaane kaise kab kahaan iqraar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya gulshan bani galiyaa sabhi phool ban gayi kaliyaan sabhi gulshan bani galiyaa sabhi phool ban gayi kaliyaan sabhi lagta hai mera sehra taiyaar ho gayaaa hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya tumne humen bebas kiya dil ne humen dhokha diya tumne humen bebas kiya dil ne humen dhokha diya uff tauba jeena kitna dushwaar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya hum chup rahe kuchh naa kahaa kehne ko kya baaki raha hooo hum chup rahe kuchh naa kahaa kehne ko kya baaki raha bas aankhon hi aankhon mein izhaar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya jaane kaise kab kahaan iqraar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya hmmmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
are kisneee chilman se maaraaaa haayeeeee kisne chilman se maara are nazaara mujhe kisne chilman se maara nazaara mujhe kisne chilman se maara bikhere baal jab wo bikhere baal jab wo bikhre baaaaaaaal jab wo aasmaanon par ghata jhoome chale jab chale jab haaye chale jab naaz se zaalim qayaamat bhi kadam chume qayaamat bhi kadam chume haaaan pag mein paayal daar ke ghooghat nain chhupaaye bin baadal ki kaamini bin baadal ki kaamini chamkat latkat jaaye chamkat latkat jaaye chamkat latkat jaaye chamkat latkat jaaye phir naa dekha haaye phir naa dekha naa dekha naa dekha are phir naa dekha palat ke dubaara mujhe phir naa dekha palat ke dubaara mujhe kisne chilman se haaye kisne chilman se maara seene mein dil hai dil mein daag raago mein sozo saaz e ishq seene mein dil hai aa hey waah seene mein dil hai dil mein daag raago mein sozo saaz e ishq parda baparda hai bhi naah parda nasheen kaa raaz e ishq parda baparda aa hey waah parda baparda waah waah parda baparda are
are koi jao re piya ko bulao re gori ki paayal baaje chhum chhan nan chhum are koi jao re piya ko bulao re gori ki paayal baaje chhum chhan nan chhum jaise jaise raat chadhe akhiyon ki pyaas badhe gori ki paayal baaje chhum chhan nan chhum jaise jaise raat chadhe akhiyon ki pyaas badhe gori ki paayal baaje chhum chhan nan chhum aaaa aaaa aaaa aaaa dhoop jalao deep jalao dhoop jalao deep jalao chun chun kaliyaan sej bichhao sakhi mat jaao koi mat jaao sakhi mat jaao koi mat jaao dil dhadke koi dheer bandhao are koi jao are koi jao re piya ko bulao re gori ki paayal baaje chhum chhan nan chhum aaj ki raat saajan ke saath aaj ki raat saajan ke saath gupchup hongi bhed ki batiyaan nainon mein naina haathon mein haath nainon mein naina haathon mein haath roop dharengi mere man ki muratiya roop dharengi mere man ki muratiya are koi jao are koi jao re piya ko bulao re gori ki paayal baaje chhum chhan nan chhum aaaa aaaa aaaa aaaa behan ka pyaar baahon ka haar behan ka
are o deewaane khushi ke zamaane phir nahin aane re maan bhi jaa are o deewaane khushi ke zamaane phir nahin aane re maan bhi jaa ye sharmaana ye ghabraana theek nahin aahein bharna ji tarsaana theek nahin hoye hoye hoye hoye hoye hoye hoye ye sharmaana ye ghabraana theek nahin aahein bharna ji tarsaana theek nahin jeene ke bahaane saare jag jaane tu nahin jaane re jaan bhi ja are o deewaane khushi ke zamaane phir nahin aane re maan bhi jaa hansti aakhen jaise saagar dekh to le mar bhi lena pehle ji kar dekh to le hoye hoye hoye hoye hoye hoye hoye hansti aakhen jaise saagar dekh to le mar bhi lena pehle ji kar dekh to le jeene ke bahaane saare jag jaane tu nahin jaane re jaan bhi ja are o deewaane khushi ke zamaane phir nahin aane re maan bhi jaa are o deewaane khushi ke zamaane phir nahin aane re maan bhi jaa
are o kaanha bairi zamaana marega tana apna bana ke kahin chhod na jaana are o kaanha bairi zamaana marega tana apna banake kahin chhod na jaana are o kaanha hum milte the saanjh sakaare dekh chuke jamuna ke kinare madhuban ke phoolon ne dekha hum mein jo hote the ishare kaanha kaanha jaao na are o kaanha bairi zamaana marega tana apna bana ke kahin chhod na jaana are o kaanha toone aisi bansi baja di duniya ki har baat bhula di toone aisi bansi baja di duniya ki har baat bhula di panghat par bhi ji jalta hai toone kaisi aag laga di are o kaanha bairi zamaana marega tana apna bana ke kahin chhod na jaana are o kaanha gokul ki galiyaan tarsengi madhuban ki kaliyaan tarsengi jin akhiyon ko tumne saraha tum bin wo akhiyaan barsengi kaanha kaanha jaao na are o kaanha bairi zamaana marega tana apna bana ke kahin chhod na jaana are o kaanha bairi zamaana marega tana apna bana ke kahin chhod na jaana are o kaanha
are o reeeee o reee o reeee are o reeeee o reee o reeee dharti ki tarah har dukh seh le sooraj ki tarah tu jalti jaa dharti ki tarah har dukh seh le sooraj ki tarah tu jalti jaa sindoor ki laaj nibhaane ko chup chaap tu aag pe chalti jaa chup chaap tu aag pe chalti jaa are o reeeee o reee o reeee dekhi na khushi toone re koi dekhi na khushi toone re koi jeevan se pyaar bhi rooth gaya jiss ghar ko mandir maana tha wo ghar bhi tujhse chhoot gaya are o reeeee o reee o reeee dharti ki tarah har dukh seh le apne yug ki har sita ko apne yug ki har sita ko sholon pe bithaaya jaata hai daaman kitna hi paawan ho par dosh lagaaya jaata hai are o reeeee o reee o reeee dharti ki tarah har dukh seh le sansaar tujhi se chalta hai sansaar tujhi se chalta hai teri kokh se maut bhi haari hai bhagwaan ki tarah mahaan hai tu kehne ko abla naari hai are o reeeee o reee o reeee dharti ki tarah har dukh seh le sooraj ki tarah tu jalti jaa sindoor ki laaj nibhaane ko chup chaap tu aag pe
are re re sambhalo mujhe yaaro maine nahin pee ye pyaar ka nasha hai are re re sambhalo mujhe yaaro maine nahin pee ye pyaar ka nasha hai ye kabhi utraa hai naa kabhi utregaa ye miyaan jaam ka nahin nighaah e yaar ka nasha hai are re re sambhalo mujhe yaaro maine nahin pee ye pyaar ka nasha hai jab ek saath kayi yaar nazar aate hain khushi ke maare kabhi kadam behak jaate hain inse miliye ye hain ek jaanne waale mere aur ye bhi to hai pehchanne waale mere aap ke dil mein hai ke mujhe hosh nahin aji hans kar naa dekhiye mujhe har baat ka pata hai are re re sambhalo mujhe yaaro maine nahin pee ye pyaar ka nasha hai yahaan aise bhi hai jinki soorat jinki soorat wo nahin hai jo nazar aati hai ye nazara bhi ajab hai yaaro ke jo dushman hai wahi saathi hai ye do rangeen bhi hai kaisi tauba ke tabiyat meri ghabrati hai jo kahin zulf mehak uthti hai to kahin khoon ki boo aati hai are ye kya main keh gaya mujhe kya aaj ho gaya ye miyaan jaam ka nahin nighaah e yaar ka nasha
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apni Zulfein Mere Taj Mahal (2005) 03:42 17564
 
Poster of Taj Mahal (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Hariharan
On Screen Actors- 
Zulfi Syed
Duration : 03:42   Song Number : 17564   

Apni Zulfon Ko Sunghaa Teen Sardar (1965) 05:24 36981
 
Poster of Teen Sardar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Hansraj Behl
On Screen Actors- 
Praveen Choudhary, Randhaawa
Duration : 05:24   Song Number : 36981   

Apnon Ko Jo Thukrayega Judaai (1980) 05:10 39421
 
Poster of Judaai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 05:10   Song Number : 39421   

Apnon Mein Main Begaana Begaana (1986) 06:11 15557
 
Poster of Begaana (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 06:11   Song Number : 15557   

April Fool Banaya April Fool (1964) 04:01 20149
 
Poster of April Fool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:01   Song Number : 20149   

Apun Bola Josh (2000) 04:21 18604
 
Poster of Josh (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Aishwarya, Shahrukh Khan
Duration : 04:21   Song Number : 18604   

Are Bhai Nikal Ke Aa New Delhi (1956) 03:46 13873
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:46   Song Number : 13873   

Are Bhai Shrimanji Shrimanji (1968) 03:34 37633
 
Poster of Shrimanji (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:34   Song Number : 37633   

Are Deewano Mujhe Pehchano Don (1978) 04:45 12198
 
Poster of Don (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:45   Song Number : 12198   

Are Hansne Waalo Kabhi Ye Bhi Socho Parwana (1971) 03:08 39008
 
Poster of Parwana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:08   Song Number : 39008   

Are Ho Gaye Hum Aapke Kasam Se Bombay 405 Miles (1980) 04:20 33041
 
Poster of Bombay 405 Miles (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Zeenat Aman
Duration : 04:20   Song Number : 33041   

Are Ja Re Hat Natkhat Navrang (1959) 07:40 13847
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
On Screen Actors- 
Mahipal, Sandhya
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal, Hinch
Duration : 07:40   Song Number : 13847   

Are Jaana Hai To Jaao Bandhan (1969) 03:38 32315
 
Poster of Bandhan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 03:38   Song Number : 32315   

Are Jaane Kaise Kab Shakti (1982) 05:26 20151
 
Poster of Shakti (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Samita Patil
Duration : 05:26   Song Number : 20151   

Are Kisne Chilman Se Baat Ek Raat Ki (1962) 04:14 12771
 
Poster of Baat Ek Raat Ki (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Duration : 04:14   Song Number : 12771   

Are Koi Jao Ri Piya Ko Bulao Ri Patrani (1956) 03:24 37650
 
Poster of Patrani (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:24   Song Number : 37650   

Are O Deewane Sachche Moti (1962) 02:47 11275
 
Poster of Sachche Moti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 02:47   Song Number : 11275   

Are O Kaanha Bairi Zamaana Preet Na Jane Reet (1966) 05:05 38245
 
Poster of Preet Na Jane Reet (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
B Saroja Devi, Shammi Kapoor
Duration : 05:05   Song Number : 38245   

Are O Re Suhaag Raat (1968) 04:36 14290
 
Poster of Suhaag Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Jayshree
Duration : 04:36   Song Number : 14290   

Are Re Re Sambhalo Khuda Kasam (1981) 05:53 18215
 
Poster of Khuda Kasam (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Duration : 05:53   Song Number : 18215